๐Ÿ’ฅFamily Matlabi Rishte Quotes |๐Ÿ’family quotes in hindi

Popular Family Matlabi Rishte Quotes | Explore selfish family quotes in hindi


Intoroduction

Family ke rishte matlabi ho sakte he. kafi mushkil he lekin agar sab selfish to ye hamesha aur har jagah hoga. kuch log sirf apne liye sochte he and apna hi faida sochte he. ham ye hindi quotes laye he jisme ham apko apna experience bhi share karte he aur sath hi sahi aur galat baten bhi share karte he.

Ye app apni family ke sath share kar sakte he aur family health ko maintain karlne ke liye ye quotes bahut helpful he. please read these quotes and if you like it please share.


                                                                                          →  Matlabi Rishte Quotes


Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เคฐिเคถ्เคคे เค–ूเคจ เคธे เคจเคนीं เคฆिเคฒों เคธे เคฌเคจเคคे เคนैं, เคœिเคจ्เคนे เคตเฅ˜्เคค เค”เคฐ เคตเคซाเคฆाเคฐी เคธे เคธींเคšा เคœाเคคा เคนै| Image has man and women ejnoying. there is small image of blood.

เคฐिเคถ्เคคे เค–ूเคจ เคธे เคจเคนीं เคฆिเคฒों เคธे เคฌเคจเคคे เคนै, เคœिเคจ्เคนे เคตเฅ˜्เคค เค”เคฐ เคตเคซाเคฆाเคฐी เคธे เคธींเคšा เคœाเคคा เคนै। 

Ham hamesha se dekhte aaye hain, hame choton aur bado se behave karne ke liye alag alag tareeke apnane padte hain. Kya aap jaante hain aisa kyun? Choton se ham mazakiya andaaz mein baat karte hain, lekin zaroori nahi aise hi hame bado se baat karni chahiye! 

Understanding is most important

Kisi bhi rishte ko banane ke liye use samajhna zaruri hai, aur samajhne ke baad usme waise hi react karna chahiye jaise use zarurat hai. Ham ek simple example lete hain. Ek plant ko bada karne ke liye aap roz usme paani to dalte hain, lekin paani daalna hi kafi nahi hai. Wo plant kis variety ka hai? Use kaisi mitti chahiye? 

Ye sari baatein jaan kar ham decide karte hain hame usme kitna aur kab paani daalna hai taaki wo proper grow kar sake. Same rishte bhi hote hain. Hame use analyse karna hota hai taki use ham proper grow kar sake.

                                                                                →  Matlabi Rishte Quotes

Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เคชเคฐिเคตाเคฐ เคตो เคชेเคก़ เคนै เคœिเคธเค•ी เค›ाँเคต เค•ा เค†เคจंเคฆ เคฒेเคคे เคนैं, เคชเคฐ เค‰เคธเค•ी เคœเคก़ों เค•ी เคชเคฐเคตाเคน เค•เคฐเคจा เคญूเคฒ เคœाเคคे เคนैं।Image has all family members enjoying dinner.

เคชเคฐिเคตाเคฐ เคตो เคชेเฅœ เคนै เคœिเคธเค•ी เค›ाँเคต เค•ा เค†เคจंเคฆ เคฒेเคคे เคนै, เคชเคฐ เค‰เคธเค•ी เคœเฅœों เค•ी เคชเคฐเคตाเคน เค•เคฐเคจा เคญूเคฒ เคœाเคคे เคนै। 

Jis tarah ek tree ki root mein hi uska sab kuch rehta hai, waise hi hame apne parivar ki roots ko nahi bhoolna chahiye. Hamare bado ne jo rules banaye hain, wo aaj kaha tak follow kiye ja sakte hain? Kis level ke changes unme karen ki hamari roots totally change na ho? Hamari roots hain hamara religion, hamare bade bururg jinhone hame bahut kuch sikhaya hai.

Hold down roots

Ham modern ho sakte hain, jisme bilkul koi problem nahi hai, lekin hame apni jado ko nahi bhoolna chahiye. Agar koi bahut gareeb insaan bahut mehnat karke aage badha hai, bahut lamba safar karke aur pareshani utha ke wo successful bana hai, to wo kabhi nahi bhulega ki wo kaha se uth ke aaya hai.

In same way, we should always remember, ham kaun hain, past kya tha aur ham hain kya.

                                                                     →  Matlabi Rishte Quotes


Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เคธเคฎเคौเคคा เคญी เคœ़เคฐूเคฐी เคนै, เคฒेเค•िเคจ เคนเคฎेเคถा เค…เคชเคจे เค†เคชเค•ो เคนी เค–ो เคฆेเคจे เคธे เคฐिเคถ्เคคे เคŸूเคŸเคคे เคนैं। Image has holding hands.


เคธเคฎเคौเคคा เคญी เฅ›เคฐूเคฐी เคนै, เคฒेเค•िเคจ เคนเคฎेเคถा เค…เคชเคจे เค†เคชเค•ो เคนी เค–ो เคฆेเคจे เคธे เคฐिเคถ्เคคे เคŸूเคŸ เคคे เคนै। 

ksar ye kaha gaya hai ki jo bardasht karte hain, wo bhi utne hi doshi hain jitna ki wo zulm karte hain. Agar aap kisi bhi cheez ko zarurat se jyada karte hain, to aap galat karte hain. Agar sweets lete hain, to zarurat se jyada aap nahi kha sakte; medicine le rahe hain, to dosage se jyada nahi le sakte.

Do not cross limit

Agar aap zarurat se jyada koi bhi cheez karte hain, uska nuksan aapko uthana pad sakta hai. Uski tarah agar aap zarurat se jyada kisi relationship bardasht karte hain, to aap samne wale ko to bahut bigaad rahe hain aur nuksan aapka hi ho raha hai.

Zaruri hai ki hame sahi tareeke se apni baat ko rakhna chahiye, jo ki sahi time pe bolegi to behtar kaam karegi.

                                                                         →  Matlabi Rishte Quotes



Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เค–ूเคจ เคธे เคฐिเคถ्เคคे เคคो เค†เคธाเคจी เคธे เคฌเคจ เคœाเคคे เคนैं, เคฎเค—เคฐ เคฆिเคฒ เคธे เคฐिเคถ्เคคा เคฌเคจाเคจे เคฎें เคธเคฎเคฏ เคฒเค—เคคा เคนै, เคช्เคฏाเคฐ เคฒเค—เคคा เคนै।Image has three pairs of hands and a heart in the middle.


เค–ूเคจ เคธे เคฐिเคถ्เคคे เคคो เค†เคธाเคจी เคธे เคฌเคจ เคœाเคคे เคนै, เคฎเค—เคฐ เคฆिเคฒ เคธे เคฐिเคถ्เคคा เคฌเคจाเคจे เคฎें เคธเคฎเคฏ เคฒเค—เคคा เคนा , เคช्เคฏाเคฐ เคฒเค—เคคा เคนै। 

Khoon se rishta banana means blood relationship, like brother, sister, etc. Koi bhi rishta ho, chahe wo bhai aur behen ho ya mother ya father, lekin use nibhana bahut bada kaam hota hai. Ek example lete hain. Aapne apni success lene ke liye bahut hard work kiya hai, din raat ek kar diye hain.

Maintain the pace

Jab aap successful ho gaye hain, to kya aap wo kaam karna chhod denge jisse karke aap successful bane hain? Bahut se log maintain nahi kar pate aur chhod bhi dete hain. Ye kafi kaha gaya hai ki success milne ke baad use maintain karna sabke bas ki baat nahi.

Usi tarah, rishte banana bhi asan nahi, lekin bana ke use maintain karna bahut kath in hota hai. Jo bhi rishta ho, unki zarurat poori karna, respect karna, bina kahe wo kaam karna jiski zarurat hai, ye sab rishte mazboot karte hain aur hame ise karte rehna chahiye.


                                                                         →  Matlabi Rishte Quotes

Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เคนเคฐ เคฐिเคถ्เคคे เคฎें เค‰เคคाเคฐ-เคšเคข़ाเคต เค†เคคे เคนैं, เคฎเค—เคฐ เคนौเคธเคฒा เค”เคฐ เคฌाเคคเคšीเคค เคนी เค‰เคจ्เคนें เคฎเคœเคฌूเคค เคฌเคจाเคคे เคนैं।Image has family standing in open sky.


เคนเคฐ เคฐिเคถ्เคคे เคฎें เค‰เคคाเคฐ เค›เฅœाเคต  เค†เคคें เคนै , เคฎเค—เคฐ เคนौเคธเคฒा เค”เคฐ เคฌाเคคเคšीเคค เคนी เค‰เคจ्เคนें เคฎเคœเคฌूเคค เคฌเคจाเคคी เคนै। 

Rishta kitna bhi mazboot kyun na ho, usme pareshani to aati hai. Ji haan, aap use jitna mazboot karenge, usme pareshani bhi aayegi. Laparwahi ke rishte jaldi bante aur toot jate hain. In rishte ka importance kuch nahi hota. Aaj hai, kal nahi hai.

Patience is important

Rishte hame sabar karna sikhate hain. Rishte hame ek doosre ko samajhna sikhate hain. Sahi time pe sahi baat bolna sikhate hain. In rishte se hi ham society me rehna seekh pate hain. Inme utar chadhav aana natural hai. Hame disappointment nahi lana chahiye agar aaj ham jhagda kar liye to kal solve bhi aasani se hoga.

True relationship wahi hai jisme aap khud aage badh ke mana ne ki koshish karein ya apni galti maanein. Family ho ya friends, trust banane ke liye, samajhne ke liye aage badh ke mafi maangna seekhna chahiye. Mafi maangne se insan apni nazron me khud hi acha feel karta hai..

                                                                         →  Matlabi Rishte Quotes            


Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เค•เคญी-เค•เคญी เคฆूเคฐी เคญी เค•เคฐीเคฌ เคฒाเคคी เคนै, เค…เค—เคฐ เคฐिเคถ्เคคे เคฎें เคธเคฎเค เคนो เค”เคฐ เคช्เคฏाเคฐ เค•ी เคกोเคฐ เคฎเคœเคฌूเคค เคนो। Image has couples standing with back facing each other.

เค•เคญी เค•เคญी เคฆूเคฐी เคญी เค•เคฐीเคฌ เคฒเคคी เคนै ,เค…เค—เคฐ เคฐिเคถ्เคคे เคฎें เคธเคฎเค เค”เคฐ เคช्เคฏाเคฐ เค•ी เคกोเคฐ เคฎเฅ›เคฌूเคค เคนो। 

Jaisa ki hamne dekha tha ki rishte nibhana bahut asan nahi hota. Kabhi kabhi hasi hasi me aap kuch keh jate hain aur samne wala usse naraz ho jata hai. Bahut sari aisi situations hain jahan aapko clarification dena mehenga pad jata hai.

Does isolation helps?

Ye sab kisi ke nature pe depend karta hai ki use kisi baat ko samajhne ke liye akele rehna pasand hai ya baat karna. Kuch log akele reh ke behtar samajh pate hain. Rishte ke experience se hame unhe thoda time dena chahiye aur aap yakeen kijiye bhagwan ne bahut alag alag tarah ke logo ko banaya hai.

Har insan hame life lessons deke jata hai. To situation aur mood agar samajh jate hain to aap bilkul bhi pareshan nahi honge aur situation jaldi hi in control aajayegi.

                                                                          →  Matlabi Rishte Quotes   


Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เคชเคฐिเคตाเคฐ เคเค• เค…เคจเคฎोเคฒ เคฎोเคคी เคนै, เคœिเคธे เคนเคฐ เคฎौเคธเคฎ เคฎें เคธंเคญเคฒ เค•เคฐ เคฐเค–เคจा เฅ›เคฐूเคฐी เคนै|" Image has pearl while necklace.


เคชเคฐिเคตाเคฐ เคเค• เค…เคจเคฎोเคฒ เคฎोเคคी เคนै , เคœिเคธे เคนเคฐ เคฎौเคธเคฎ เคฎें เคธंเคญाเคฒ เค•เคฐ เคฐเค–เคจा เฅ›เคฐूเคฐी เคนै। 

Hamara parivar ya kisi ka bhi parivar uske liye ek anmol moti ki tarah hi hai, chahe wo janwar ho ya insaan, sabhi ko unke parivar se behad pyar hota hai. Unki ek alag hi chemistry hoti hai.

Parivar ki asli khoobsurti uski ekta mein hoti hai. Jab hum sab milkar ek dusre ka saath dete hain, tab parivar aur bhi majboot hota hai. Isliye, hamesha parivar ki raksha karni chahiye.

Parivar ko sambhal kar rakhna hum sabki zimmedari hai. Isliye, is anmol moti ko hamesha sambhal kar rakhein. Yeh hi asli khushi ka raaz hai.

                                                                         →  Matlabi Rishte Quotes


Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เคฎुเค†เฅžी เคตเคน เคคेเคฒ เคนै เคœो เคฎुเค†เฅžी เค•ी เคœंเค— เคฒเค—ी เคฎเคถीเคจ เค•ो เคšिเค•เคจा เค•เคฐ เคฆेเคคी เคนै।Image has father mother and two daughters.

เคฎाเฅžी เคตเคน เคคेเคฒ เคนै เคœो เคฎाเฅžी เค•ी เคœंเค— เคฒเค—ी เคฎเคถीเคจ เค•ो เคšिเค•เคจा เค•เคฐ เคฆेเคคी เคนै। 

Aapne hamesha ye suna hoga ki mafi mangne wala hamesha bada hota. Jaante hain aisa kyun kaha gaya hai? Kyunki mafi mangna itna aasaan nahi hota. Uske liye hame ek bada dil chahiye aur himmat chahiye.

Apologize: not easy

Maan lijiye aapne galti ki hai aur aapko ehsas hai apne galti ka. However, samne wale ko usse bahut gussa hai aur wo bahut naraz hai. Agar aap unke samne jaane se bhi dar rahe hain, to bilkul aapko bahut himmat chahiye ki aap unke paas jayein aur mafi maangein.

Mafi maangne par to badi se badi galti maaf ki jati hai. Mafi apne aap mein hi ek innocent activity hai jise sabhi log pyar se dekhte hain, bas hame koshish karne ki der hai.


                                                                         →  Matlabi Rishte Quotes

Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เคธ्เคตเคธ्เคฅ เคชเคฐिเคตाเคฐ เค…เคธเคนเคฎเคคि เคนोเคจे เคชเคฐ เคญी เค–ुเคฒเค•เคฐ, เคˆเคฎाเคจเคฆाเคฐी เค”เคฐ เคเคนเคคเคฐाเคฎ เค•े เคธाเคฅ  เคฌाเคคเคšीเคค เค•เคฐเคคे เคนैं। Image has a group of people celebrating on mountain.

เคธ्เคตเคธ्เคค เคชเคฐिเคตाเคฐ เค…เคธเคนเคฎเคคि เคนोเคจे เคชเคฐ เคญी เค–ुเคฒเค•เคฐ, เคˆเคฎाเคจเคฆाเคฐी เค”เคฐ เคเคนเคคเคฐाเคฎ เค•े เคธाเคฅ เคฌाเคคเคšीเคค เค•เคฐเคคे เคนै। 

Ek ache parivar ki khasiyat ye hai ki wo sahi baat ko sahi bolte hain aur galat baat ko galat. Isme partiality naam ka word kam hi rehta hai. Family ka koi member agar galat kaam karta hai to sare member use ehsas dilate hain ki wo galat hai aur use sahi raste pe chalna chahiye.

Family jo kahe, nahi aap sahi ho aur doosre member se jaake kahe nahi isne kitna galat kaam kiya hai, to aisi family healthy nahi hai, relations ache nahi hain in families mein aur inhe acha karne ki zarurat hai. Healthy family ki asli khoobsurti uski communication mein hoti hai. Isliye, apne rishtey ko khushal banane ke liye khulkar baat karein. Yeh hi asli khushi ka raaz hai.

                                                                                    →  Matlabi Rishte Quotes


Popular Family Matlabi Rishte Quotes."เคธเคš्เคšा เคชเคฐिเคตाเคฐ เคตो เคจเคนीं เคœो เคนเคฎेเคถा  เคนां เคฎें เคนां เคฎिเคฒाเค,  เคฌเคฒ्เค•ि เคตो เคœो เคธเคš्เคšाเคˆ เค•ी เคฐाเคน เคฆिเค–ाเค। Image has shodow family holding hands together.

 

เคธเคš्เคšा เคชเคฐिเคตाเคฐ เคตो เคจเคนीं เคœो เคนเคฎेเคถा เคนाँ เคฎें เคนाँ เคฎिเคฒाเคฏे , เคฌเคฒ्เค•ि เคตो เคœो เคธเคš्เคšाเคˆ เค•ी เคฐाเคน เคฆिเค–ाเค। 

Ek family ka acha future nahi hai agar wo haan me haan milate hain chahe wo achi baat ho ya buri baat. Family sare rishton se milke banti hai. Ek sachi friendship bhi aapko family mein hi milegi, true relationships bhi aapko family mein milengi, family mein aapko heart touching moments bhi milenge. Is matlabi duniya mein, jahan pain hai, disappointments hain, family aapka emotional support hamesha rehti hai aur aapko strong banati hai.

                                                                         →  Matlabi Rishte Quotes

Next Post Previous Post